Letra traducida Justaju de Anandmurti Gurumaa al español (letra canción original y traducción)
Letras Traducidas
Artista / Grupo

>
Título de la canción

Busca una letra de una canción traducida al idioma que quieras! Letras traducidas al español, al portugués,...
A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z 0 1 2 3 4 5 6 7 8 9
INICIO > ANANDMURTI GURUMAA > JUSTAJU EN ESPAñOL
Justaju y otras muchas canciones de Anandmurti Gurumaa traducidas al español las podrás encontrar en Traduce Letras!
Además de la letra de la canción Justaju en español, también encontrarás Justaju traducida en portugués, en inglés, en francés, en alemán y otros.


Letra Justaju de Anandmurti Gurumaa original



Priyatam tum hi meri mukti ho
Mere saathi, meri sharan, mere marg-darshak
Par tum hi ho
Jo todte ho dil mera
Tum mere taaranhaar ho, meri aatma
Vijayi bhi tum, paraajit bhi tum
Kholo mere hridai ko
Aur saaf karo ise
Sabhi rehasyon se

Tum ho kripa prakash mein lipte hue
Daya bhi, krodh bhi
Ek boond bhi, aur mahasagar bhi
Kab tak tum tadpaoge,
Mere surya, meri asha ki dhadhakti kiran
Mujhe pyasa na marne do
Ki tum hi ho mere jal aur pyala bhi
Tum hi ho meri dawaa aur dard bhi
Mukta karo is deh ke jaal se
Aur rakh lo, mera dil apne paas hi

Woh vaapas aa gaya hai
Woh ek jo, kabhi gair-haazar nahin tha
Jal kab lehar se alag hua
Itra ka saar, jiski ham hain khushboo
Kya itra aur khusboo, kabhi juda hue
Kabhi asha mat chodo,
Jab priyatam tumhein door kare
Agar veh dwaar band kare
Mat jaao, dherya dharo, aur intzaar karo
Yeh tumhara dherya
Aur sankalpa hi hai
Jo use vaapas bulayega
Agar veh tumhare saare marg band kare
Pakka jaano, veh tumhe gupta marg dikhayega
Doosrohn se jo ho agyaat

Utho, or parikrama karo poore satguru ki
Kyo chipak rahe ho dharti se
Ek bheege phool ki tarhan,
Ashirwaad kriya mein hai
Agar yeh main, main nahi hai
To kaun hoon mein
Agar yeh 'main' nahi bolta hai,
To kaun bolta hai
Agar yeh 'main' sirf libaas hai,
To main kisko dhak rahaa hoon

Letra Justaju de Anandmurti Gurumaa en español (traducción)



Priyatam tum hi ho meri mukti
Mero Saathi, meri Sharan, que marg-Darshak
Par tum hi ho
Jo mera dil ho todte
Taaranhaar tum mera ho, meri Aatma
Vijayi BHI Tum, Tum Bhi paraajit
Kholo mera hridai ko
Saaf karo aur ise
Sabhi rehasyon sí

Prakash mein ho tum Kripa lipte tono
Poder de BHI, BHI krodh
Boond Ek BHI, aur BHI mahasagar
Tum kab no tadpaoge,
Mero solar, asha ki meri pensamientos dhadhakti
Pyasa na Mujhe Marne hacer
Ki tum hi ho aur mero pyala BHI jal
Hola ho tum meri BHI estándar aur dawaa
Mukta karo se es deh a Jaal
Aur Rakh lo, dil mera Apne alta PaaS

Vaapas hai Woh aa estilo
Woh jo ek, Gair-haazar Kabhi nahin THA
Jal alag hua kab sí Lehar
Itra ka Saar, jamón hain jiski Khushboo
Itra aur kya khusboo, Kabhi también a menudo el tono
Kabhi asha Chodo alfombra,
Priyatam tumhein puerta kare jab
VEH banda con el fin de ganarse el dwaar
Mat jaao, dherya dharo, aur karo intzaar
Yeh Tumhara dherya
Sankalpa aur hi hai
Jo uso vaapas bulayega
Con el fin de VEH banda kare Tumhare Saare marg
Pakka jaano, VEH tumhe gupta marg dikhayega
Doosrohn sí jo ho agyaat

Utho, o parikrama





Sólo entre todos podremos hacer de éste un sitio mejor :)


TraduceLetras.net - Copyright 2009 - Letras de canciones traducidas. Letras en espanol (castellano), letras en portugués, letras en inglés,... Contactar Aviso Legal
Páginas Amigas: Letras en español Letras de Canciones Acordes y Tablaturas Letras de Musica